Mila Wo Bhi Nahi Karte Mila Hum Bhi Nahi KarteMila wo bhi nahi karte mila hum bhi nahi karteGila wo bhi nahi karte shikwa hum bhi nahi karteYeh bhi such hai mohabbat unko bhi hai mohabbat humko bhi haiIzhar wo bhi nahi karte iqrar hum bhi nahi karte
Gila Aap Se Nahi KoiGila aap se nahi koiGila hum apni majbooriyon se karte hainAap aaj hamare kareeb na sahiMohabbat to hum aapki dooriyon se bhi karte hain
Phir Na Kijiye Meri Gustakh-Nigaahi Ka GilaPhir na kijiye meri gustakh-nigaahi ka gilaDekhiye aap ne phir pyaar se dekha hai mujhe
Dua Poem, Dua nahi to gila deta koiDua nahi to gila deta koiMeri wafaon ka sila deta koiJab mukadar hi nahi tha apnaDeta bhi to bahla kya deta koiHasil-e-ishq faqat dard haiAye kash pehle hi baat deta koiTaqdeer nahi thi agar aasmaan chunaKhaq me hi mila deta koiBewafa bhi humein bewafa keh gayaIs se zyada kya daga deta koiGuman hi ho jata kisi apne kaDaman hi pakar kar hila deta koiArse se atka hai hinchkiyoun pe dunAcha hota ke bhula deta koi
Bicchadte huye yaad de jayengeBicchadte huye yaad de jayengeKhud rone se pehle har khushi de jayengeTumhe gila hai hum baat nahi karteWada raha saans rukne se pehle har baat keh jayenge.
Kal na Hum honge na Humse koi gila hogaKal na hum honge na humse koi gila hogaSirf simti hui yadon ka silsila hogaJo lamhe h chalo haskar bita leJane kal zindagi ka kya faisla hoga