Kaghaz pe hum ne zindagi likh diKaghaz pe hum ne zindagi likh diAnkhon se seench kar apni har khushi likh diDard jab hum ny utara lafzon mayZamanay ny kaha wah kia ghazal likh di
Kabhi tum mujhe kareeb se aa kar dekhna Aise nahi jara aur paas aa ke dekhnaKabhi tum mujhe kareeb se aa kar dekhnAise nahi jara aur paas aa ke dekhnaMain tum se kitna pyar karta hooMujhe kabhi seene se laga kar dekhnaMain tumhe ashko ki kataar me najar aaungMeri yaad me kabhi aansu baha ke dekhnaMeri ghazal padh kar bhi tum par asar na hToh logo ko meri ghazal suna ke dekhna..!
Haseno ne hasen banke gunah kya aro koTo thek humKo V tabah kya pesh kya jab ghazaloNHaseno ne hasen banke gunah kyAro koto thek humko v tabah kyPesh kya jab ghazalon me unki bewfai kAuro ne to thek unhone v wah wah ky
Kab Woh Zahir Hoga AurKab woh zahir hoga auKab woh zahir hoga aur hairan kar dega mujheJitni bhi mushkil mein hun aasan kar dega mujheRoo-b-roo kar ke kabhi apne mehakte surkh honthEk do pal ke liye guldaan kar dega mujheRooh phoonkega mohabbat kee mere paikar mein wohPhir woh apne samne be-jaan kar dega mujheKhwahishon ka khoon bahega sar-e-bazar-e-shauqAur mukammal be-e-sar-o-saman kar dega mujheMunahadim kar dega aa kar sari tameeraat-e-dilDekhte hee dekhte veeran kar dega mujheEk naa-maujudgi reh jayegi charon tarafRafta rafta iss qadar sunsaan kar dega mujheYa to mujh se woh chuda dega ghazal-goyi 'zafarYa kisi din sahab-e-deevaan kar degaa mujhe
Zara Si Der Ko Aaye TheZara si der ko aaye thZara si der ko aaye the khwab aankhon meinPhir us ke baad musalsal azaab aankhon meinWo jis ke naam kee nisbat se roshni tha wuzoodKhatak raha hai wohi aaftaab aankhon meinJinhe mata-e-dil-o-jaan samajh rahe the humWo aaine bhi hue behijaab aankhon meinAjab tarah ka hai mausam ki khak udti haiWo din bhi the ki khile the gulab aankhon meinMere ghazal teri wahshaton kee khair, ki haiBahut dino se bahut iztaraab aankhon meinNa jaane kaisi qayamat ka peshkhema haiYe uljhanein teri be-intasaab aankhon mein
Zara Si Der Ko Aaye The Khwab Aankhon MeinZara si der ko aaye the khwab aankhon mein;Phir us ke baad musalsal azab aankhon mein;Wo jis ke naam kee nisbat se roshan tha wujud;Khatak raha hai wahi aftab aankhon mein;Jinhe mata-e-dil-o-jan samajh rahe the hum;Wo aaine bhi hue behijab aankhon mein;Ajab tarah ka hai mausam ki khak udti hai;Wo din bhi the ki khile the gulab aankhon mein;Meri ghazal teri vahshaton kee khair kee hai;Bahut dino se bahut iztarab aankhon mein;Na jane kaisi qayamat ka peshkhema hai;Ye uljhane teri be-intasab aankhon mein!