Ye Duniya Wale Bhi Bade Ajeeb HainYe duniya wale bhi bade ajeeb hainKabhi humse door to kabhi kareeb hainDard na bataye to humein qayar kehte hainAur dard bata de to shayar kehte hain
Dard-e-Dil Kee Aah Tum Na Samajhoge KabhiDard-e-dil kee aah tum na samajhoge kabhiHar dard ka maatam sar-e-aam nahi hota
Ab Yeh Bhi Nahi Theek Ki Har Dard Mita DenAb yeh bhi nahi theek ki har dard mita denKuch dard kaleje se lagane ke liye hain
Ab Ye Bhi Theek Nahi Ki Har Dard Mita DeAb ye bhi theek nahi ki har dard mita deKuch dard kaleje se lagane ke liye hain
Mujhko Aisa Dard Mila Jiski Dawa NahiMujhko aisa dard mila jiski dawa nahiPhir bhi khush hun mujhe us se koi gila nahiAur kitne aansu bahaun ab us ke liyeJisko khuda ne mere naseeb main likha hi nahi
Na Dard Ne Kisi Ko Sataya HotaNa dard ne kisi ko sataya hotaNa aankhon ne kisi ko rulaya hotaKhushi hi khushi hoti har jagahAgar banane wale ne dil hi na banaya hota