Zindgi Ke Safar Ko Lafzo Mein Piroya Hua HaiZindgi ke safar ko lafzo mein piroya hua haiApni har ghazal ko dard mein bhigoya hua haiAaj zyada zor-zor se wah-wah na kehna kambakhtonKyunki andar mera khadoos baap soya hua hai!
Aaj Tum Par Aansuyon Ki Barsat HogiAaj tum par aansuyon ki barsat hogiFir wahi kadakti kali raat hogiYaad na kar ke tumne dil dukhaya hai meraJa tere badan mein khujali sari raat hogi
Khushiyon par fizaon ka pehra haiKhushiyon par fizaon ka pehra haiNa jane kis umeed pe dil thehra haiTeri ankhon se jhalakte dard ki kasamYeh dosti ka rishta pyar se gehra hai
Yun to kisika peecha nahin karteYun to kisika peecha nahin karteDard-e-dil diya aur liya nahin karteIttefaq ki baat hai ye hamari dosti varnaItna kimti sms kisi ko kiya nahin karte
Ajnabi galiyon se hum gujra nahi karteAjnabi galiyon se hum gujra nahi karteDard-e-dil liya aur diya nahi karteYe dosti ka rishta sirf tum se haiVarna itne sms hum kisiko kiya nahi karte
Sabne kaha Dosti ek Dard haiSabne kaha dosti ek dard haiHumne kaha dard kabool haiSubne kaha is dard ke saath jee na paogayHumne kaha teri dosti ki saath marna kabool ha