Kitne Majboor Hain Taqdeer Ke HathonKitne majboor hain taqdeer ke hathonNa use pane ki aas rakhte hain aur na use khone ka hosla
Itni Nafrat Hai Use Meri Mohabbat SeItni nafrat hai use meri mohabbat seUsne apne hath jala liye meri taqdeer mitane ke liye
Taqdeer Ne Jaise Chaha Vaise Dhal Gaye HumTaqdeer ne jaise chaha vaise dhal gaye humBahut sambhal ke chale fir bhi fisal gaye humKisi ne vishwas toda toh kabhi kisi ne dilAur logon ko lagta hai ki badal gaye hum
Bikhre Hue Tukde Chunkar Teri Yaadon KeBikhre hue tukde chunkar teri yaadon keBeete lamho ki tasveer banata hunHar khushi apni tere naam likh keTere dukhon ko apni taqdeer banata hun
Umeed To Manzil Pe Pohnchnay Ki Bari ThiUmeed to manzil pe pohnchnay ki bari thiTaqdeer magar janay kaha soi padi thiKhush thay k guzarein gey rafaqat mein saffr abTanhai magar baahon ko phir kholay khadi thi
Kuch Haar Gayi TaqdeerKuch haar gayi taqdeer, kuch toot gaye sapneKuch gairon ne kiya barbaad kuch bhool gaye apne