Aata Hai Yaad Mujhe Aata Hai Yaad Mujhe Guzra Hua ZamanaAata hai yaad mujhAata hai yaad mujhe guzra hua zamanaWoh bagh ki bahaaren, who sab ka chahchahanaAazaadian kahan ab who apne ghaunsle kiApni khushi se aana, apni khushi se janaLagti hai chot dil par aata hai yaad jisdinShabnam ke aansoon par kalion ka muskaranaWoh piari piari soorat, who kaamni si mooratAabaad jis ke dam se tha mera aashianaAati nahin sadaaen uski mere qafas meinHoti meri rihaai, ai kash, mere bas meinKya badnaseeb main hoon, ghar ko taras raha hoonSaathi tau hain watan mein, main qaid mein padah hoonAai bahaar kalian phoolon ki hans rahi hainMain is andhere ghar mein qismat ko ro raha hoon
Chirag Se Na Puccho Baaki Tel Kitna HaiChirag se na puccho baakTel kitna hai, sansoo sNa puccho bakki khel kitnHai, pucchoo us kafan meiLipte hue insaan seZindagi me gum aur kafaMein sukoon kitna hai...
Paane Se Khone Ka Maza Aur Hai Bandh Aankhon Main Rone Ka Maza Aur Hai Aansoo Bane LafzPaane se khone ka mazAur hai bandh aankhoMain rone ka maza aur haAansoo bane lafz auLafz bane shayari aur usShayari main tere honKa maza aur hai
Hum Waqt Nahin Jo Gujar JaayengeHum waqt nahin jo gujaJaayenge, hum mousam nahiJo badal jaayenge, huToh woh aansoo he, jo khushOr gum 2no mein nazr aayeng
Muskaan Aapke Hoton Se Kahin Jaye NaMuskaan aapke hoton sKahin jaye na, ansoo aapkPalkon pe kabhi aye naPoora ho aapka har khaabAur jo poora na hWo khaab kabhi aye na
Tumhare diye dard ko na sah paa raha hu na kah pa raha hu Jakhm chhupayeTumhare diye dard ko naSah paa raha hu na kah pa raha hJakhm chhupaye firta hDarta hu kahi mere aansoo tumheBadnaam na karde aaj har lafz jhoote lagteH har nigah me fareb dikhta h......