Aik Qatra Malaal BhiAik qatra malaal bhAik qatra malaal bhi boya nahin gayaWoh khauf tha ke logon se roya nahin gayaYeh sach hai ke teri bhi neendein ujadd gayinTujh se bichad ke hum se bhi soya nahin gayaUs raat tu bhi pehle sa apna nahin lagaUs raat khul ke mujhse bhi roya nahin gayaDaman hai khushk, ankh bhi chup chaap hai bohatLaddiiyon mein aansuyon ko piroya nahin gayaAlfaaz talkh, baat ka andaaz sard haiPichlaa malaal aaj bhi goya nahin gayaAb bhi kahin kahin pe hai kalakh lagi huyiRanjish ka daagh theek se dhoya nahin gaya
Kisi Ki Ankh JoKisi ki ankh jKisi ki ankh jo purnam nahi haiNa samajho ye ke us ko gam nahi haiSavad-e-dard mein tanha khada hunPalat jaun magar mausam nahi haiSamajh mein kuch nahi ata kisi kiAgarche guftagu mubham nahi haiSulagta kyun nahi tarik jangalTalab ki lau agar maddham nahi haiYe basti hai sitam parvar digan kiYahan koi kisi se kam nahi haiKinara dusara dariya ka jaiseVo sathi hai magar mahram nahi haiDilon ki raushani bujhne na denaVajud-e-tiragi mahkam nahi haiMain tum ko chah kar pachta raha hunKoi is zakhm ka marham nahi haiJo koi sun sake amjad toh suna denaBa-juz ek baz gasht-e-gam nahi hai
In Ko Nasir Na Kabhi Ankh Se Girne DenaIn ko nasir na kabhi ankh se girne denaUn ko lagte hain meri ankh mein pyare aansu
Itni Shidat Se To Barsaat Be Kam Kam BarseItni shidat se to barsaat be kam kam barseJis traha ankh teri yaad main cham cham barseMinatien kon kare aik gharonde ke liyeKah do baadal se barasta hai to jam jam barse
Woh Ruksat Huyi To Ankh Milakar Nahi GayiWoh ruksat huyi to ankh milakar nahi gayiWoh q gayi yeh batakar nahi gayiLagta hai wapis abhi laut ayegiWoh jate huwe chirag bujhakar nahi gayi
Khuli Jo Aankh To Wo Tha Na Wo Zamanaa ThaKhuli jo aankh to wo tha na wo zamanaa thaDehakati aag thi tanhayi thi fasanaa thaYe kya ki chand hi kadmon pe thak ke baith gayeTumhein to saath mera door tak nibhanaa tha