Suna hai waqt ke saath halat badal jate hain

SHARE

Suna hai waqt ke saath halat badal jate hain
Insan badal jate hain,
Jazbat badal jate hain
Par tum na badloge,
Ye aitbar karta hoo
Main tumse pyaar karta hoo

SHARE