Sbne kaha tum me pehle jaisi bat nahi

SHARE

Sbne kaha tum me pehle jaisi bat nahi
Maine kaha zindagi me uska sath nahi..
Sbne kaha ab bhi kisi ki aankho me doob sakte ho
Maine kaha ab kisi aankh me wo baat nahi..
Sbne kaha kyu itna toot kar chahause
Maine kaha insan hu pathar nahi..
Sbne kaha kya bewafa hai woh
Maine kaha mujhe ab wafa ki talash nahi.
Sbne kaha bhul ja use ab
Maine kaha woh haqiqat hai koi khwab nahi..

SHARE