Sard mausam ka maza kitna alag sa hai

SHARE

Sard mausam ka maza kitna alag sa hai
Tanha raat mein intazaar kitna alag sa hain
Dhund bani naqab,
Aur chupa lia sitaron ko
Unki tanhaai ka ab ehsas kitna alag sa hai..

SHARE