Nigahein Naaz Ne Parde Uthaye Hain Kya-Kya

SHARE

Nigahein naaz ne parde uthaye hain kya-kya
Hijaab ahle mohabbat ko aaye hain kya-kya
Jahaan mein thi bas ek afwah tere jalwon kee
Charag-e-dair-o-haram jhilmilaein hai kya-kya
Kahin charag, kahin gul, kahin dil barbaad
Kheramein naaz ne kitne uthaye hain kya-kya
Payamein husn, payamein junoon, payamein fana
Teri nigah ne phasane sunaye hain kya-kya
'firaq' raahe wafa mein sabak ravi teri
Bade badon ke kadam dagmagaein hain kya-kya

This is a great mohabbat shayari 2 lines. If you like husn 2 lines shayari then you will love this. Many people like it for akele hain shayari. Share it to spread the love.

SHARE