Deewar O Dar Se Utar

SHARE

Deewar o dar se uta
Deewar o dar se utar kar perchaiyan bolti hain
Koi nahi bolta jab tanhaiyan bolti hain
Pardesh ke raaston mein rookte kahan hain musafir
Har ped kehta hai kissa khamoshiyan bolti hain
Ek bar to zindagi mein milti hai sabko haqumat
Kuch din to har aaine mein sehzadiyan bolti hain
Sun'ne ki mohlat mile to aawaz hai pathron mein
Ujadi hui bastiyon mein aabadiyan bolti hain

This is a great deewar kya giri shayari. If you like deewar par shayari then you will love this. Many people like it for utar kar dekh shayari. Share it to spread the love.

SHARE