Giri Tabassum Ki Bijli

SHARE

Giri tabassum ki bijli..
Giri is tabassum ki bijali ajal par
Andhere ka ho noor mein kya guzara
Justjoo jis gul ki tarpati thi ai bulbul mujhe
Khoobi-e-qismat se aakhir mil gaya woh gul mujhe
Parwana tujhse karta hai ai shama pyaar kyon
Ye jaane beqaraar hai tujh par nisar kyon
Qismat buri sahi par tabiyat buri nahin
Hai shukr ki jagah ki shikayat nahin mujhe
Zulm hai gar na do sakun ki daad
Qahar hai gar karona mujhko pyaar
Hoga koi aisa bhi ki ghalib ko na jaane
Shayar toh wah achchha hai par badnaam bahut hai

SHARE