Mere Marne Par Mere Mukhalif Gam Na Karna

SHARE

Mere marne par mere mukhalif gam na karna
Zinda rahu to silsila-e-raqeebiyat kam na karna
Ye mana ki meri wafaa ka wazan ab bhi zyada hai
Kuch bhi ho tu apni bewafaai ka mauzu kam na karna

SHARE