Mareez- dr. sahab mein boht khush rehta hoon,
neend sukoon se aati hai,
zindagi main aman hi aman hai,
har kaam main dil b lagta hai,
koi pareshani hi nahi.
aisa kyon hai ?
doctor: mein aap ki bimari samajh gaya hoon.
aapki zindagi may
vitamin "she' ki kami hai