Jabeen-e-ibn-e-ali ki niaaz jari hai khuda k deen ki umr-e-draz jari hai sajde me rakh ker sir ko na uthaya hussain ne maire husaain ki ab tak namaz jari hai
Nabi nana ali baba skhawat ho tu aisi ho. ktay sarr kray sajda ibadat ho to aisi ho… (sallam ya hussain a.s)
“susti hamari sab se bari dushman hai” (allama iqbal) “hamein apne dushman se bhi pyar krna chahiye” (quaid e azam) “dasso hun banda kidi gal mannay….?”
Daita ho aseere mein jo paigham-e-rehaii tareekh mein aisa koi qaidi b kaha hai? bazaar mein abid(as) ko guzarte hue dekho zanjeer ke jhankaar b akbar(as) ke azaan ha
Ankhon k sahilon pe hai ashkon ka ek hajoom . . shayed gham-e-hussain a.s ka mausam qareeb hai . . salam ya hussain a.s. . . .
Paani… allah ki naimat asman ki trf uty to “bhaap” asman se nichy aye to “barish” jm kr giry to “olay” gir kr jmy to “baraf” phool ki patti pr hoto “shabnam” pati se nikly to “araq” jma ho jay to “jheel” chal pary to “darya” aanko se nikly to “aansu” jism se nikly to “paseena” hzrat isma’il (r.z) k kadmo se nikly to “aab-e-zam zam” rasul akram(saww) ki unglio se nikly to “aab-e-kausar” or agar na mily to **karbala**
“atay hain aksr samandar main tufan isliye bhi. jab yaad ati hai samandar ko pyassy hussain (a.s) ki..!!
“daleel e fatah to dekh ay hussain k qatil, . . k jiss sir ko jhukanay aa’ay thay, ussi sir ko utha ker chalay” (allama iqbal).
Wo jis ne apny na na ka wada pura kar dia ghar ka ghar supard-e-khuda kar dia nosh kar lia jis ne shahadat ka 724Jaam us “hussain ibne-ali” par lakhon salam
Karbala ko karbala k badhshah pr naz hai. us nawase pe mohammad mustafa s.a.w ko naz ha. yun to lakhon ne sajde kiye pr hussian ne woh sajda kia jis pe khuda ko naz ha