Today’s sunset was the last sunset of this islamic year & i pray that all ur worries set down with this sunset & new beem of new year spread happiness in ur life. (aameen)… “happy new islamic year”.
Janat ki aarzu main kahan ja rahe hyn log janat tou karbala main khareedi hussain ny dunya-o-aakhrat main jo rehna ho chain sy jeena ali sy seekho marna hussain sy
Urdu translation of nad-e-ali “ajaib-e- khuda k jalwa bardar hazrat ali (a.s) ko zra pukaro tu sahi, tum har museebat aur hr bala men un ko apna mushkil kusha pao ge. tujhe teri bey panah “azmaton” ka wasta ay allah, ap ko ap k wasi ki “nabuwat” ka wasta hy ay muhammad (s.a.w.w) aur hazrat ali aap ki “wilayat” k sadqay men tamam ranjo gham aur museebtain dafah farmaye aur hmari khbr geeri kijiye. ya ali ya ali ya ali
Chun li khayaal ne jo azal main ali a.s aien bey biz ate rasool ki ismat ka zeb o zain alhamd k alif ka sarapa diloon ka chain wannaas ki ye seen ye nuut k dil e hussain a.s har harf kainaat ka akaas ban gaya dekha jo ghour kar k tao abbas a.s ban gaya
Zom e kasrat tha jinhain sab wo hijazi nikle wo 72 they jo kirdar k ghazi nikle is haqiqat ko bhala kon chupa sakta hy jitne shabbir k qatil thy namazi nikle
Salam ya husain!! apni taqdeaer jagatey hen tere matam se, khoon ki raah bechaty hen tere matam se, apne izhar-e-aqeedat ka saliqa ye hai, hum naya saal manatey hen tere matam se
Gali gali main usi ka parcham usi ka sajda jabeen jabeen hey qadam qadam pey sabeel us ki nazar nazar main wohi makeen hai hawa hawa main usi kay nohay wohi tasveer khla nasheen hey usi ka matam hey aag per bhi usi ka gham khuld ka ameen hai falak falak pay lahoo usi ka usi ki majlis zameen zameen hai hussainiat ko mitanay walo hussainiat ab kahan nahee hai
Aaj bhaagne wale, raasta na painge maimana ghadeeri hai, maisara ghadeeri hai naam leke haider ka, ham ye jaan lete hain kon hai saqeefaaai kon sa ghadeeri hai
Shaheedan e krbala k hoslay thay deed k qabil, . . . wahan pr shukar krtay thay, jahan pr sabr mushkil tha.. salam e sahidene karbla