Apass mein ye bool rhaay soorma dar ka maray … is dunya mein jeenay kaab khatam hooway din pyaray … tayyar kero jaldi ab qabr mein janay ke… ye dhoom hai maidan e usi sher ke aane ki
Shah ast hussain, badshah ast hussain , deen ast hussain, deen panah ast hussain , sar dad, na dad dast, dar dast-e-yazeed , haqaa key binaey la ila ast hussain
Dil ki basti mein karbala barpa lashay yadon k khaak mein ghiltan kheima-e-fiqr zad pe shoalon ki harf sajda kunan hain honton per har taraf al-atash ki awazein maan nezon pay hain tarazu huey dharkno k galu pay khanjar hai khab k sar say chin chuki hai rida bain uthtay hain dil ki nagri say pyar ki alqama pay pehray hain zeest ko daan abla pai dast-e-qatil mein zulf subha ki ashk arzan huey hain palkon pay phir muharram kaa chand nikla hai
Muharram k 10 kam roza gusl surma mariz ki e’yadat zikro durud, dua ki kasrat e’saale sawab khandan pe kharch navafil iftar karwana duae aasura
Without resting day and night fought with yazid to show us the right from the darkness life you brought us the light husein hussein hussein
Ya allah un 500 masoom bachun ki shahadat ke sadqe in zalim israelion per azab nazil farma.hum bohat gunahgar hein ya allah zulm ki inteha ho rahi hai aye allah falasteen ke musalmanon ki ghaib se madad farma. ameen sum-ameen
Ali and mustafa are a single part, how can then one tear open this bond would then, not the prophet shun away from you if his brother you abandon in disregard?
Arz-o-samaa mein gunjta hai matam hamara…. aulad-e-yazid ko chubta hai maqam hamara…. jaltey raho…kurtey raho…martey raho hamein…. badla lega…abhi to baqi hai ik aur imam hamara…
Nahi aaj tak koi hussain (ra) sa aya jo kare waju khu se ada namaj talwar k tale kare, nahi aaj tak koi nawasa hussain ra sa aya jo kare ada wada apne nana ka jaan de ka imaa ki khatir. nahi aaj tak koi hussain ra sa aya
Janat me janat k haqdar jayenge, kasam ali ki ali k hubdar jayenge, dar-e-janat pe khari zehra a.s kehti hen, janat me mere laal k azadar jayenge
Wo jis ne apny na na ka wada wafa kar dia ghar ka ghar supard-e-khuda kar dia nosh kar lia jis ne shahadat ka jaam us “hussain ibne-ali” par lakhon salam
Gharoor toot gaya koi martaba na mila sitam ke baad bhi kuch hasil-jafa na mila sire-e-hussain mila hai yazeed ko lekin shikast ye hai ke phir bhi jhuka hua na na mila..