Uff garmiii... . . . . . . . . . jab uppar garmi hai, toh nichhe kaunsa ac laga hai... jo dhoond rahe ho? summers ki pehli bezti mubark ho!
Ye joke padhoge to haste-haste gir jaoge... . . . . . . . . . isliye bheja hi nahi. gir gaye to? you see, i care for you!
Zindagi ke liye dil ki zarurat hai; dil ke liye khushi ki zarurat hai; khushi ke liye achee dost ki zarurat hai; aur achhe dost ke liye... . . . . oh my god... sabko meri zarurat hai!
Dosti ke rishte buhut lambe hote hein. pata nahi kaha tak chalein ge! do kadam tum chalna aur do kadam hum chalein ge... . . . . . . baad mein auto kar lenge...
Suraj se achha tara kohi nahi; humaraa jaisa rishta aur nahi! chahe saari duniyaa me dhund lo; mere jaisa pyaara... . .. ... .... aur tumhare jaisa aawaraa aur koi nahi!
Jeevan mein 3 baatein kissi ko kabhi nahi batani chahiyein: . . . . . . 1. 2. 3. kissiko bhi nahi - matlab hi nahi banata! aapko bhi nahi!
Sharaab bani to maikhane bane; husn bana toh deewane bane; kuch to baat hai aap mein; yu hi toh nahi... . .. ... pagal khaane bane!
Padhai ke ghante: medical student = -12 ghanta ca student = 10 ghanta mba student = 8 ghanta law student = 6 ghanta bba student = 3 ghanta b.com student = 1 ghanta engineer student = ghanta
Dahi-handi festival teaches us the following corporate lesson: 1. all cannot be on top 2. as you rise so the risk 3. ground level bears the maximum load 4. and the top guy eats the 'maakhan'!
Doctor: kya khaaya tha? girl: i ate hamburger, french fries, a corn pizza and had a coke. doctor: instagram nahi hai yeh, asli mein kya khaya tha? girl: tinde ki sabzi!
Doctors after sugery; and students after exams have the same words to say: . . . . . . . kuch keh nahi sakte, bass dua karen!