Pappu v/s teacher teacher :- insaan wo hey jo dusron k kaam aaye. . . . pappu :- lekin exam k waqt na to aap khud insan banti hain, or na dusron ko insan banne deti hain
Sir- samundar mein nimbu ka ped ho to tum kaise todoge. student- chidiya bankar. sir- aadmi ko chidiya tera baap banayega student- to samundar mein ped aapka baap lagayega
Pappu ki hui master se ladai, . master ne ki pappu ki pitai, . pappu ka garam hua khoon. . gaya kabristan aur master ka photo taang kar likh diya. he is coming soon...
Teacher : agar koi moti larki palat ke wapas aye toh iss sentence ko english me kiya kahenge ? . . . . . . . . . . . . . . . . . . pappu : gol maal returns
Teacher: agr apka dost or lover kashti mai hon or doob rhe ho to aap kis ko bachao ge ??? .• .• .• .• .• a student reply: .• .• .• doob jane dunga… saale ek sath kya kr rhe the
A kid gets “0″ mark in a paper…. father angrily say what is this??? . . . kid replies: woh teacher k pas stars khatam hogay thay toh planet dena shuro krdiye father shocked kid rocked
Teacher: to student abc sunao? . . . . student: abc….. . . . . teachar: or sunao?? . . . . student: or sab allah ka sukr hy ap sunao
Wo konsa 1 mazak he jo salo pehle bhi students karte the, aaj b karte hai or qayamat tak karte rahenge..? . . . . . . . bahut masti ho gayi yaar ab kal se seriously padai karnge . .
Agar ham hand writing ki baat karay to exam ka akhari 15 min . . . . . mein har student main doctor ki rooh ay jati ha.
Teacher: stand up. tell me two pronouns…? . . . . . . student: who..?? me..?? teacher: very good . sit down :p :d
Bigri hui zindagi ki bus itni c kahani hai.. . . . kuch bachpan se hum fankar thy.. . . kuch ” school ” ki meharbani hai…! such bola na
Teacher: “promise karo kabhi cigarette nahi piyoge… all students:”nahi piyenge sir kabhi nahi pienge, . . teacher: “promise karo kabhi sharab nahi piyoge… all students: “kabhi nahi pienge sir,. teacher: “promise karo kabhi kisi ladki ki taraf dekhoge bhi nahi.. all students: “nahi dekhenge,.. teacher: “promise karo desh ke liye apni jaan de doge… . . . . . . . . . all students:”jaan bhi de denge sir aisi jaan rakh k karenge bhi kya…