Kitna Ikhtiyar Tha Use Apni Chahat Pe

SHARE

Kitna ikhtiyar tha
Use apni chahat pe
Jab chaha yad kiya
Jab chaha bhula diya.
Bahut ache se janta hai
Wo mujhe behlane k tarikhe
Jab chaha hasa diya
Jab chaha rula diya..

SHARE