Zara Sa Qatra Kahin

SHARE

Zara sa qatra kahi
Zara sa qatra kahin aaj agar ubharta hai
Samandaron hi ke lehje mein baat karta hai
Khuli chhaton ke diye kab ke bujh gaye hote
Koi to hai jo hawaon ke par katarta hai
Sharafaton kee yahan koi ahemiyat hi nahi
Kisi ka kuch na bigado to kaun darta hai
Zameen kee kaise viqaalat ho phir nahi chalti
Jab aasmaan se koi faisala utarta hai
Tum aa gaye ho to phir kuch chandni si baatein hon
Zameen pe chand kahan roz roz utarta hai

This is a great jee le zara shayari. If you like kahin to hoga shayari then you will love this. Many people like it for kahin door shayari. Share it to spread the love.

SHARE