Na Socha Na Samjha

SHARE

Na socha na samjh
Na socha na samjha na seekha na jana
Mujhe aa geya khud-ba-khud dil lagana
Zara dekh kar apna jalwa dikhana
Simat kar yahin aa na jaye zamana
Zubaan par lagi hain wafaon kee muhrein
Khamoshi meri keh rahi hai fasana
Gulon tak lagayi to aasaan hai lekin
Hai dushwaar kaanton se daaman bachana
Karo laakh tum matam-e-naujawani
Pa 'meer' ab nahi aayega wo zamana

This is a great galat samjha shayari. If you like jise apna samjha shayari then you will love this. Many people like it for shayari socha na tha. Share it to spread the love.

SHARE