Mehak Utha Hai Aangan Is Khabar Se

SHARE

Mehak utha hai aangan is khabar se
Wo khushbu laut aayi hai safar se;
Judai ne use dekha sar-e-baam
Dareech par shafaq ke rang barse;
Main is deewar par chadh to geya tha;
Utare kaun ab deewar par se;
Gila hai ek gali se shehar-e-dil kee;
Main ladta phir raha hun shehar bhar se;
Use dekhe zamane bhar ka ye chaand
Hamari chandni chaye to tarse;
Mere maanan guzra kar meri jaan
Kabhi tu khud bhi apni rehguzar se

This is a great parda utha shayari. If you like khabar nahi shayari then you will love this. Many people like it for gulab ki mehak shayari. Share it to spread the love.

SHARE