Koi Samajhaiye Ki Kya Rang Hai Maikhane Ka

SHARE

Koi samajhaiye ki kya rang hai maikhane ka
Aankh saqi ke uthe, naam ho paimane ka
Garmi-e-shama ka afsana sunane walo
Raqs dekha nahi tum ne abhi parwane ka
Chashm-e-saqi mujhe har gham pe yaad aati hai
Raasta bhool na jaun kahin maikhane ka
Ab to har sham guzarti hai isi kuche mein
Ye nateeza hua naseh tere samajhane ka
Ab to har manzil se guzarna to hai aasan 'iqbal'
Ishq hai naam khud apne se guzar jane ka

This is a great ishq shayari allama iqbal. If you like gham shayari by famous urdu poets then you will love this. Many people like it for mujhe maaf shayari. Share it to spread the love.

SHARE