Dil Dhoondhta Hai

SHARE

Dil dhoondhta hai, phir wahe
Dil dhoondhta hai, fir wahee furasat ke raat din
Baithhe rahe tasavvur-e-jaanaa kiye huye
Jaadon kee narm dhoop aur, aangan mein let kar
Aankhon pe khinch kar tere, aanchal ke saaye ko
Aaundhe pade rahe kabhee, karawat liye huye
Barfilee sardiyon mein, kisi bhee pahaad par
Waadee mein gunjatee huyee, khaamoshiyaan soone
Aankhon mein bheege bheege se, lamhe liye huye
Yaa gamreeyon kee raat jo poorawaaeeyaan chale
Thhandee safed chaadaro pe jaage der tak
Taaron ko dekhate rahe chhat par pade huye
Translation
Tasavvur - contemplatio

This is a great haseen lamhe shayari. If you like kisi ko khona shayari then you will love this. Many people like it for beete lamhe shayari. Share it to spread the love.

SHARE