Mere Pyar Ko Bahkawa Samajh Liya Unhone

SHARE

Mere pyar ko bahkawa samajh liya unhone
Mere ahsas ko pachhtawa samajh liya unhone
Main roti rahi unki yaad mein par hasil huya ye ki
Mujhe he bewafa samajh liya unhone !!

SHARE