Kabhi to khul ke baras abr-e-meharaban ke tarah

SHARE

Kabhi to khul ke baras abr-e-meharaban ke tara
Mera vajud hai jalate hue makan ke tara
Bhari bahar ka sina hai zakhm zakhm maga
Saba ne gaye hain lori shafiq man ke tara
Wo kon tha jo barahana badan chattanon s
Lipat gaya tha kabhi bahr-e-bekaran ke tara
Sakut-e-dil to jazira hai barf ka leki
Tera khulus hai suraj ke sayeban ke tara
Main ik khwab sahi aap ke amanat hu
Mujhe sambhal ke rakhiyega jism-o-jan ke tara

SHARE