Baat ab din ki nhi raat sai darr lagta hai

SHARE

Baat ab din ki nhi raat sai darr lagta hai
Ghar hai kacca mera barsaat sai darr lagta hai
Tere tohfe mai bass khoon k aansu diye mujhe
Zindagi ab teri sougaat sai darr lagta hai
Pyarvki baat chor kar koi or baat kro
Ab mujhe pyar ki har baat sai darr lagta hai...

SHARE