इस मंदिर में रोज पूजा करने आते है खतरनाक जंगली भालू | Chandi Mata Mandir, Bagbahara

SHARE
इस मंदिर में रोज पूजा करने आते है खतरनाक जंगली भालू | Chandi Mata Mandir, Bagbahara | Chhattisgarh

dosto ahgar mai aap sabhi se poochu ki , jab bhi aap koi mandir dekhte hai to aapke mann mein kya khayal aata hai, sadharanteh hum sabhi ka jawab hoga, mandir jaha bhawaan ki moorti virajit hoti hai, jaha bhakt jan bhagwaan ko p[rasaad chadhne ke liye line mein khare rehte hai, bhawaan ki aarti hoti hai, logo mein prasaad baante jate hai aur bhi bahut kuch, kul mila kar sidhe taur par kaha jaye to mandir mein sirf aur sirf manusy hi puja path karne aur prasaad chadhane ke liye jate hai.

Par agar mai aapse kahu ki humare bharat mein ek aisa mandir hai jaha insano ke sath sath janwar bhi yaha virajit moorti ke darshan karte hai aur prasaad khate hai, is baat ko sunn kar aap ye sochnege ki aise to kayi sare chote bare mandir hai jaha kutte gaye aur bandar mandir ke vaytawaran mein ghumte hai aur prasaad bhi khate hai.

Par aaj mai jis mandir ke bare mein aapko bataunga wo aur mandiro se jara hat ke hai, kyu yaha janwar to aate hai par wo koi kutta, gay ya bandar nahi ek khookhaar janwar hai jo apne ek panje ke waar se insaan ko dhrashayi kar sakta hai, ye janwar apne pure pariwaar ke sath yaha har roj yaha virajit bhawaan ke darshan karne ke liye aata hai aur prasaad bhi khata hai, aur ha ye bhi bahut hairat ki baat hai ki wo yaha par aaye bhakto ko koi nuksaan bhi nahi pahuchata.

To chaliye aapko batate hai ki akhir ye pura mamla kya hai aur ye mandir kaha sthit hai.

SHARE